gabroo duniya şarkı sözleri

Hum to musafir hai aise Ghume hum manjil ke aage tak Paisa kyun peeche hai tere Paise ke peeche kyun bhaage sab Sheher ni beta ye jungle hai Hum to bachpan se shikaari hai Zinda rehne ko zaroori jo Zindagi wahi sikha rhi hai Haan mai gulaab nai hoon Mai chaand nai hoon Mai raaz nai hoon Haan mai insaan hi hoon Haan mai insaan ki rooh Mai ni hoon jaanta tujhe Mujhe pehchanta tu hai Mai jaise banjar zameen Wo jaise paani ki boonde Kala ki car me ghume Wo mere sath to aath ajoobe Hairaan khud raaste Khulti ni botal to Khulte ni raaz ye poore Jitni thokar thi utni kaafi hai Duniya dekhi ni maine Duniya jhaanki hai Likhne baitha dard Kya saza di hai Aansoo poche jo tere Wo khuda hi hai Jitni thokar thi utni kaafi hai Duniya dekhi ni maine Duniya jhaanki hai Likhne baitha dard Kya saza di hai Aansoo poche jo tere Wo khuda hi hai Wapas nai aata koi rone se Baate ab krta mai kone se Mitata ni paapon ka daag Roz ye badan ko dhone se Tere jaise mile boht se dogle Dekh ke bhaukte Vaar krte bas ye chot pe Jaan bacha kiya teri mai chordh ke Gaane ni bomb hai Sheher hai bombay Baaki hai bill aana board pe Jaati ni wahan koi road ayy Jahaan jata mera flow dekh Sab chale jaate hai chordh ke Doori hai paas mai baitha udaan Aur kalam hai hath me Choori ke sath nikaali bhadaas Ya jhelu mai faasley Jitni thokar thi utni kaafi hai Duniya dekhi ni maine Duniya jhaanki hai Likhne baitha dard Kya saza di hai Aansoo poche jo tere Wo khuda hi hai Jitni thokar thi utni kaafi hai Duniya dekhi ni maine Duniya jhaanki hai Likhne baitha dard Kya saza di hai Aansoo poche jo tere Wo khuda hi hai
Sanatçı: Gabroo
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:19
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Gabroo hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı