gabroo ek hi kahani şarkı sözleri
Ek hi kahani lekin
Ek hi kahani lekin
Lakhon kitabein hain
Ek hi kahaani lekin laakhon Kitaabe Hain
Mai khudme dooba na kisi se Shikaayatein hai
Saanse dabne lagti jab sochu ab kya Baaki hai
Sab Kuch khatam khushiyan banke Ab gum bulaati hai
Raatein pehle zada kaali thi par aaj Utni kaali ni lagti hai
Sab hai roshan chaaro or macha Shor lekin aankhon ko diwali ni lagti hai
Sadma hota jab koi rota baarish Kardega ye mamooli mukhauata
Dar hai zada zakham chota kaash Iss dard ko mita sake aisa koi Marham hota
Kaash ye roshni badha aisa koi Jannat hota
Kaash ye mayusi ko hata sake aisa Koi apne sath me bhi hota
Kaash zindagi humko wo nazaare Dikhaati jis nazaare me muskaan
Hoti chehre pe ye ghaav kaafi
Gehre the kisko sunata mai Kahaani saare yahan pe behre the
5 foot ka mai aaage 10 feet ki lehre Ye
Roz haadsa hota kaali raatein kaale Ghere the mavvaali wale theke pe
Bhi gaandhi wali baatein bita waqt Apna dosti ke fere me
Ghoot me zeher thi paani soch ke Piya maine kyuki hath jisne ghoot
Wo badhaya mere jaan ke nishaane pe
Aaram bhi kahaan likha iss daldal Ke jaale me
Sawaal mere boht lekin chordh wo Sab jaane de
Bana aadami khilauta ye chalega ab Remote ke ishaare pe
Baaki dhoke to boht lekin itna hi Bata sakta mai gaane me
Ek hi kahaani lekin laakhon Kitaabe Hain
Mai khudme dooba na kisi se Shikaayatein hai
Saanse dabne lagti jab sochu ab kya Baaki hai
Sab Kuch khatam khushiyan banke Ab gum bulaati hai
Na color tha zindagi me or na Kapdo me
Ye bas ladte begunaaho ko fasa dete Ye apne jhoothe lafdo me
Naa diya maine music ko phir band Hone ab sochu duniya rakhna apne
Kadmo me
Akaafi zimmedaari aane thi lagi haan Mere kandho pe
Lagata chingaari baar baar mai ye Andar ke mashaal ko sambhaal ke
Band krke khudko kamre me
Duniya ko dikhaate chehra jo hai Hasta lekin jaanta na koi bhi hum Kab rote
Paisa boht bada uske aage sab chote
Ek hi kahaani hai bas likhi jaati Laakhon panno pe
Hausla ni tootega ye boht saare Chot khaaye manjil ki tum baatein
Boht saare chod jaate rasto pe
Hum bhi chalte apne raste pe Magan hoke na gum roke na rok
Paaye apne ko toofan ke jhoke
Lakhon kitaabein hain

