gabroo khayalon mein şarkı sözleri
Khuli aaj ye kitaab suna panno ke
Shabdo ki goonjati awaaz
Dikha hath ka ishara mai akela tha khada
Waha pe chehre pe dhoop ka jhoka
Hawaano ne maara to tham ke
Haan chalne lagi thi ye saans
Mausam khushi ka bana tha haan khush tha khuda bhi
Manjil thi jannat par raste ka jungle ghana tha ye dhadkan na chalti waha bhi
Nayi thi subah par ye suraj purana hatho me kismat ke taale ki chaabi
Baaton se lagta ki darta tha kaafi ab lagta ki raaton ke kaale andheron se kar loon mai yaari
Mere khayalon me kuch thi kami
Zinda hai saanse lekin mai hoon nahi
Dil ye pahaadon me dhoondhe khushi
Duniya galat lagti ab mai hi sahii
Kyunn hai aankho me ye namii
Khwabon ki behti nadi me hai dooba koi
Yaadon me jeeta wo pal ko jo hai hi nahi
Hatho me kismat thi kadmon ke neeche zameen
Sirpe sawaalon ka lamba pahaad duniya se kyu hai naraaz marna to sabke hisse me likha hai mila ni kisiko haan iska illaaz
Kal ko bana mat mazaak gehra ye dariya hai paani hi pyaase ki saanso ka zariya hai pagal bulata zamana haan jab bhi sunata mai sab kuch khatam hone wala ye nafrat ka mausam bhi aane hai wala tha gaano me mera thikhana
Khudko ye duniya me dhal ke chupa mat ab sabko ye karmo ka sheesha dikhana ye mitti me zinda huye the ab mitti me milke hai jana
Mere khayalon me kuch thi kami
Zinda hai saanse lekin mai hoon nahi
Dil ye pahaadon me dhoondhe khushi
Duniya galat lagti ab mai hi sahii
Kyun
Kyun

