gabroo ride or die şarkı sözleri

Anxiety ko latka diya seedha fande pe Jitna wazan tera uska double Mere mere kandhe pe Crime safai or judge ki sunai Ye sabkuch hojaata hai Chalte me bombay ke raste pe Mai wahan jahan tu nahi yahan Kispe rakhu Bharosa ye kaali subah dekha Raaton ko har din Doob ja ye sheher nadi bana tu Nishaana agar To phir goli ki garmi Se bachna hai mushkil Maine boht jaali dekhe Idhar case hota close thoda jhol Paani deke meri deal mere log Kabhi bolte ni bas Sabka yaha bandobast Usool mera one O one Mai bhulta ni kabhi thug Manjil meri safar Aankhe wahi khaali nazar Abhi alag karna padta Thoda sabar hausla Hai beta double Kiya zakham ko bhi khatam Haan ye hath mera kaam me tha Lock Mera clock bhi tha shock jaise Midnight ki jog aur ye Dil jaise kagaz ki raakh Dhoondha aag the Mashaal mere khwaab Bro mai likhta gaane idar kaafi saal Se Aaye chikne bikne leke laafe gaal Pe Maine kitne din guzaare khudse Bhaagke Dikha kuch ni paas me khaali mic Thi hath me Abhi booth me ghuske jaani Thookte bars hai Mai wahan jahan tu nahi yahan Kispe rakhu Bharosa ye kaali subah dekha Raaton ko har din Doob ja ye sheher nadi bana tu Nishaana agar To phir goli ki garmi Se bachna hai mushkil Aise kaise mushkil se Haar maan loo bhai Khudse banaunga mai Khudka sheher Wajood mera poore samandar ke Jaisa Magar iss baar hai duguni leher Rokta ni chalne se girne ka dar Mera hood mera ghar thoda ruk To idhar kabhi jhukta ni sir rakha Sultaani jigra or mirza ko likhta Tu jiske kareeb tha wo dilse gareeb Tha Mai khelta wazir baa Khush mere dost jaise mausam hai Eid ka Mai jungle ka teacher tu fees laa Asar seedha andar naso me haan Shoot karu jaise Beta cobra ghaseetata Haan log ka ni sochta bas Sochta karod ka bro laal Teri gaand ni wo signal hai road ka Haan dhyaan dena flow mera Vodka Mai hawa me ni bolta To ride or die Wali dai hai bhai Tere jaise rappers ko mic pe khaye F*ck your vibe Best of luck agar tum waps aaye Big shot ni koi idar kill shot hai Kalam mera trigger teri fikar Nasha bina liquor fasa tera tipper Gala necche upar se hai fanda 16 Meter Fanda 16 meter ayy ayy ayyy Mai wahan jahan tu nahi yahan Kispe rakhu Bharosa ye kaali subah dekha Raaton ko har din Doob ja ye sheher nadi bana tu Nishaana agar To phir goli ki garmi Se bachna hai mushkil
Sanatçı: Gabroo
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:51
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Gabroo hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı