gajpal s g ruk ja na duniyaa şarkı sözleri
Dekh kaisi hai hadbadi
Meri duniyaa ko padi
Piche bhagu main har ghadi
Jaane kaisi hai gadbadi
Bs tole ab toh yahan
Kiska neela hai aasaman
Rokun ab na ruke yahan
Dekh kaisa hai yeh jahan
Samjhu hai kya sahi
Ya nahi yahan toh
Are aise behekne na deh
Suljha lun thodi yeh baatein
Jo meri yaha toh
Ab thoda sambhalne toh deh
Ruk ja na duniyaa jara behne deh
Aise na ab tu mujhe sehne deh
Ruk ja na duniyaa jara behne deh
Aise na ab tu mujhe sehne deh
Ab tak toh tha sab sahi
Banti bigadi ab baat bhi
Aesi bhi kya hai yeh baat
Bol na bol na
Kyu bas tu sahi
Karu mai manmarzi kuch nahi
Yeh hai kaha ka hisaab
Kar le na ab yakin, main hu yahi yahan toh
Are aise hue kya giley
Kar lun yeh man ki jo baatein ab aise yahan toh
Are thoda sambhalne toh deh
Ruk ja na duniyaa jara behne deh
Aise na ab tu mujhe sehne deh
Ruk ja na duniyaa jara behne deh
Aise na ab tu mujhe sehne deh