garv dhingra khud se kiye vaadein şarkı sözleri
Aaj kal mein apne he zone mein
Gero ke number nahi rakhta phone mein
Lage mirchi kisi ko is baat se
Toh wahi banda faltu aur don mein
Mein kaam karu woh joh lage mujhko sahi
Bina jawan doodh nahi jamata dahi
Meri baat nahi padi tumhare palle
Toh karlo woh joh lagta tumko sahi
Aaj kal social media ka jamana
Insta per dikhna hai inko cool
Iske liye kuchh bhi hai dikhana
Yahi hai aaj ka afsana
Mere baare mein kya soche log
Iski mein karta perwaah nahi
Joh jhuka de sar her kisi ke aage
Meri nazar mein toh woh banda he nahi
Khud ko hai pahchana...
Ab dekhega jamana ...
Khud se kiye vaadein
Mein ab nibha raha
Kashto mein tha jeevan
Sukoon mein beeta raha x2
Nikal chuka mein manzil ki talash mein
Chhod aaya door apne jasbaat mein
Saalo se zindagi mein andhera
Nahi kar sakta ab bardasht mein
Mere aage padi puri zindagi
Zindagi se sikhna chahta mein
Kisi insaan ko kaise pahchanu
Is kala ko samjhna chahta mein
Woh kahati meri zindagi mein karu joh bhi
Tujhe nahi pasand toh phir dekhle duji
Joh bhi kaha tune teri sare baatein nakali
Tujhse door jane ki mili wajah asali
Mein jaan chuka teri fake baato ko
Mein jaan chuka tere fake halato ko
Teri kasam mujhe bharosa nahi
Mat dikha tere fake jasbaato ko
Baato mein sachhai...
Kalam hai apnai...
Khud se kiye vaadein
Mein ab nibha raha
Kashto mein tha jeevan
Sukoon mein beeta raha x2
Milega dagar....
Thoda karle sabar....
Khud se kiye vaadein
Mein ab nibha raha
Kashto mein tha jeevan
Sukoon mein bita raha x2

