gaurav gupta radha rani ke shree charan şarkı sözleri

Raadha raadha kaanha kaanha O Raadh raadha kaanha kaanha Pukaru mai galiyon mein Din raat hai Is Duniya se kya mai Maangu Dene wala toh khud hi mere saath hai Aapke hain shree charan Shreee charano mein baithe hum Naye naate hain is jag se Tera naata purana hai Ye duniya chor kar mujhko Tere charno mein aana hai Naye naate hain is jag se Tera naata purana hai Ye duniya chor kar mujhko Tere charno mein aana hai Ke mann mein chub rahe kaante Zamaane bhar ke taano ke Rulate hain mujhe wo sab Jo saathi the zamano ke Jo saathi the zamaano ke Ye aansu ponchne raadhe Ye aansu ponchne raadhe Tumhe ab khud hi aana hai Naye naate hain is jag se Tera naata purana hai Ye duniya chor kar mujhko Tere charno mein aana hai Mehal ho jaayenge khandar Ye tan ho jaayenge jarjar Jalayenge wahi ek din Ke tujhko naaz tha jin par Ke tujhko naaz tha jin par Ki raadha naam dhan lekar Ki raadha naam dhan lekar Bhanwar se paar jaana hai Naye naate hain is jag se Tera naata purana hai Ye duniya chor kar mujhko Tere charno mein aana hai
Sanatçı: Gaurav Gupta
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 5:33
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Gaurav Gupta hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı