gaurav wadhwa ab meri baari hai şarkı sözleri

Bin maange dia sab kuch Ab meri baari hai Mera rab mere khuda tum Meri duniya saari hai Bin maange dia sab kuch Ab meri baari hai Mera rab mere khuda tum Meri duniya saari hai Ungli pakad ke tha Chalna sikhaya Ehsaan hai itni par Ek naa jataya Sir par rakh ke hath Bas hausla badaya Us hausle ko ab na girana hai Mujhe bas aapko Proud feel karwana hai Aaj mai kehta hu Bada naam karunga Proud ho jisse aap ko Aisa kaam karunga Sikhayi aapki baatei Aaj bahot yaad aati hai Zindagi ka matlab Sirf vahi sikhati hai Kalyug ka daur hai Jeena nahi kaafi hai Bin maksad zindagi Sirf laash hie to hai Ungli pakadne ki Meri ab baari hai Khushio ki unpar karni Maine ik baarish hai Chota sa khwaab hai Pura kar jaana hai Maine bas aapko Proud feel karvana hai Aaj mai kehta hu Bada naam karunga Proud ho jisse aap ko Aisa kaam karunga Aaj mai kehta hu Bada naam karunga Proud ho jisse aap ko Aisa kaam karunga Bin maange dia sab kuch Ab meri baari hai Mera rab mere khuda tum Meri duniya saari hai
Sanatçı: Gaurav Wadhwa
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:31
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Gaurav Wadhwa hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı