gautam gupta khuda hai şarkı sözleri

Chaha Manga Sajde kiye Maine o jana kitni dafe Teri haseen adaao pe maine o jana charche kiye har hi jagah har hi dafe Andhiyaare Raaston pe ujiyara ban kar chalta raha Sang Tere Sang Tere Chhoda Jo tune toh dar sa gaya Tham sa gaya tha main yun Palke jhuki thi aur aankhe thi nam Phir sochta tha ke kyu Palke uthayi aur dekha zara Kitni hasi waadiyaan hain Tere Alaawa bhi duniya main karne ko kaafi nasha hai Tere alawa bhi duniya mai padhne ko kaafi dua hain Tere Alawa o jana meri duniya hi jaise maza hai Jo bhi hua hua hai sahi Yeh bhi tha hona zaruri Kamiyan jo jeene main sang thi tere Hone lagi hain wo poori Sang na hai tu na hogi kabhi itna to mujhko pata hai Khushiyan hain ab mere sath khadi Sang jo mere ab khuda hai
Sanatçı: Gautam Gupta
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:50
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Gautam Gupta hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı