gc music maine hai tai kiya şarkı sözleri
Tuze yaad karke hi
Meri saas chalti hai
Dekhu tera chahra
Tabhi sham dhalti hai
Ye aaina hai ya
Tasweer teri hai
Tuzse akele mai
Kai baate karni hai
Jaau mai jaau kaha
Maine hai tay kiya
Bas tera hi hona
Chahe roke khuda
Ya sara jamana
In wadio se
Puchha karu mai
Teri khabar hi
Manga karu mai
Aankho mai teri
Likha hai saara
Har wo jamane
Ko na samajta
Maine hai dil diya
Tuze mana apana
Chaha tu pass ho
Hai parwah koi na
Maine hai tay kiya
Bas tera hi hona
Chahe roke khuda
Ya sara jamana
Teri muskurahat ka
Hoga har diwana
Par shiddate meri
Bas mai kisi ke na
Tuzko yakin na ho
Aa aajama mujhko
Nas nas mai tu hi tu
Payegi ek yaha
Jau mai jaau kaha
Maine hai tay kiya
Bas tera hi hona
Chahe roke khuda
Ya sara jamana

