geetbrajesh adhuri dastaan şarkı sözleri
Ek hi thi wo ladki haan jiski aankon me tha dil mera
Ek hi thi wo jispe marta tha pagal dil ye mera
Uski hi hasi par hi markar men zinda rehta tha
Uski ki hi aankon men aansu na kabhi aane deta tha
Usne rasta kyun moda toda haan toda dil ye mera
Usne jane kyun choda toda haan toda dil ye mera
Hmmmmmm hmmmmmmm
Uski hi yaadon me hardam khoya khoya sa rehta hu
Uski hi kahani men pani saa behta rehta hu
hmmm
Itna rishta to hamse nibhate raho
Khud naa aapao to yaad aate raho
Dard sare ke sare hamen sonpkar
Dard sare ke sare hamen sonpkar
Tum jahan bhi raho muskurate raho
Naa bhula tujhko chahun har jagah tujhko paun
Tujhe yun mehfuz dil me hardam rakhu yun hi
Meri saanso saanson pe likha he bas tera hi fasana
Dil ye gaye haan gaye dohraye bas tera hi tarana
Uski hi hasi par hi markar men zinda rehta tha
Uski ki hi aankon men aansu na kabhi aane deta tha
Tere bina hoke juda dil ye mera kya kare kya kare kya kare
Adhuri he ye dastaan dil ye mera kya kare kya kare kya kare
Tere bina hoke juda dil ye mera kya kare kya kare kya kare
Adhuri he ye dastaan dil ye mera kya kare kya kare kya kare

