geetu nasamajh şarkı sözleri

Main nasamajh hi sahi Na mujhe samajhnay ki pari Jab mere samnay tu khari Kyun ki tere jaisa koi nahi Jaisay koi pyari si jal pari Tujhe dekh har koi jal rahi Kesi machai hai khalbali Jabke kia tou kuch bhi nahi Main rawaana, tu manzil Aur thikana, ab mushkil Teri baatain, jaisay khanjar You're like barbie, like rapunzel Tha main gunda, ab andar Laparwah sahi, par na buzdil Yeh zamaana kahay kya kuch Ab parwah na mujhe bilkul Yeh kesa hai chakkar Main sochun yeh aksar Phir thak kar main dhoondun Kahan marun ab takkar Tujhe baandhun main kaskar Tu na jaye kahin chal kar Bas ab mere paas phas kar Bas rahay tu dil ke andar Jee huzoor mujhe manzoor hai Sar ankhon par meri Har baat main poori karu Par meri bhi tou aj ek sun lijiye Salakhon ke peechay hum kab tak rahain Meri galti, main pagal Shayad na apke qaabil Kaisay hogi tu mayal Ab tou ho ja tu qaayal Kitna hottie tera style Kare sabka dil ghayal Dil churanay ki maahir Tu shehzaadi, main shaayar Tu naazuk si kali Phool ki jaisi khushbu teri Bhool ke bhi tujhe na kabhi Torun na jaisay hai tu khali Sabko hai milti ek zindagi Tou beparwaah hi main sahi Main bas na samajh hi sahi Kyun ki tere jaisa koi nahi
Sanatçı: Geetu
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:00
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Geetu hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı