h-man sawaal şarkı sözleri

Sprinkle main salt karu aise Bhai tera Nusret ho jaise Phekun isse apne dil pe Zaqmon ka "Salt Bae" hu jaise Faltoo ki yeh saari behas hai K main nahin tu hi toh best hai Per mera bharosa hai such pe Aur such tere liye toh test hai Paise nahin randi ronay k Likhta warna phir main essay But khauf-e-khuda hai jo sir pe Karaye na kaam mujhe waise Per phir aayen din bhi kuch aise Zaqam chupayen bhi kaise Don't wanna sound like a bitch, toh phir Likhta hu questions ho jaise Dil main chupa tha jo tere, labon pe kyun laaya nahin? Acknowledge kari tumne ghalti, per tumne sharmaya nahin Bataya vacation k baare main, kyun tumne bulaya nahin? Sorry kara tum ne mujh se, per tumne manaya nahin Roll kiya blunt mere dil ka, per tum ne jalaya nahin Jalaya jab saansein jali meri, per tum ne bhujaya nahin Charaya bauhat tum ne mujh ko, giraya toh harkat se uss Story nahin dekhi main ne jab tak tum ne hataya nahin Wanted your hand, I was drowning, kyun tumne baraya nahin? Sikhaya jahan tumahin tairna, tha tumne dubaya wahin Masalay jama kar k saare, kyun tumne pakaya nahin? Pakaya jab jal chuka tha main, per tumne sehlaya nahin Phir baatein bari bari filmy, kyun tumne jataya nahin? Jataya toh bol na para mujhe, main tera sarmaya nahin Phir uss pe ghalti bhi meri, k "Harry, its like you are too good!" Purana hi chahiye tha toh, kyun tumne bataya nahin? Na de yeh jornay bhi rishta, koi saahil say mujhay Khauf sa lage aaye aana, ab toh iss dil se mujhay Paoon main chakkar hai aisa, ruk nahin sakta kahin Rasta mila deta hai aik, aur yeh manzil se mujhay Main hota nahin tha jo alag, jin se ik pal bhi kabhi Unki toh yaad bhi aati hai, ab toh mushkil se mujhay Main hota nahin tha jo alag, jin se ik pal bhi kabhi Unki toh yaad bhi aati hai, ab toh mushkil se mujhay
Sanatçı: H-Man
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:04
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
H-Man hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı