harsh jha ye dil şarkı sözleri
Ye dil chaahta hai kya
Na main ye jaan Saka
Jahaan main jaata nahi
Ye kyun baitha hai wahaan
Rahe ye khaamosh kyun
Kare kyun naadaaniyaan
Jo raaz mann mein hain mere
Wo saare jaanta hai kya
Ye dil chaahta hai kya
Dheeme dheeme baadalon mein ye ude
Dheeme dheeme khwaahishon se ye jude
Tedhe medhe raaston mein ye ude
Najaane jaana hai kahaan
Ye dil chaahta hai kya
Na main ye jaan saka
Jahaan main jaata nahi
Ye kyun baitha hai wahaan
Rahe ye khaamosh kyun
Kare kyu naadaaniyaan
Jo raaz mann mein hain mere
Wo saare jaanta hai kya
Ye dil chaahta hai kya
Hawaaon mein yun udd rahe hain dil sawaali
Bataao jaane kyun baithe hain janaab khaali
Ye khwaahishon ki boondein yun baras rahi hain
Najaane tere dil ka kyun Quaan hai khaali
Ye bheeni baarishein baras rahi hain har jagah
Ye dil chahta hai kya
Na main ye jaan saka
Jahaan main jaata nahi
Ye kyun baitha hai wahaan
Rahe ye khaamosh kyun
Kare kyun naadaaniyaan
Jo raaz mann mein hain mere
Wo saare jaanta hai kya
Ye Dil chaahta hai kya
Ooo ooo
Oooooo
Oooooooooooooooooooo