i-Yush

Afsaana (feat. Jerry Thomas & Viggi)

i-yush afsaana (feat. jerry thomas & viggi) şarkı sözleri

Raaste Khatam Hone Waale hai Tum Kahan pe ho? Faasle kam ho hi rahe the par Kahan gaye tum kho? Tu hai eid ka chaand jaisa Deed kaha mera Sab bech ke dheere dheere Aajaaunga main peeche peeche Batana Kahan hai aana Bahana na deke jaana Mashoor hai charche apne Tera Mera Afsaana Kahani teri meri Humko na kisi hai zarurat Tu hi meri Pehli aakhri mohabbat Jab bhi dekhu main tujhko bas Tu rahe rab se meri dua ab Na yeh tujhko hai pata Na mujhko hai khabar Kal na jaane kya hoga Kare bas aaj ki fikar Teri meri baat hai anokhi Na samajh payega koi aur Tu rahe main rahu Aur koi nahi Khichta rahu main teri or Khauf hai iss baat ka Na rahe yeh rishta bepanaah Din raat jaagke likhe Likhe hum tum Tera Mera Afsaana Harr lamhe mein dua hai maangi Harr dua mein tu Bas kar tu ab meri o Jaana Banjaa mera tu Afsaana Harr lamhe mein dua hai maangi Harr dua mein tu Bas kar tu ab meri o Jaana Banjaa mera tu Afsaana Harr lamhe mein dua hai maangi Harr dua mein tu Bas kar tu ab meri o Jaana Banjaa mera tu Afsaana Harr lamhe mein dua hai maangi Harr dua mein tu Bas kar tu ab meri o Jaana Banjaa mera tu Afsaana
Sanatçı: i-Yush
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:56
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
i-Yush hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı