i.b.h blue dreams şarkı sözleri

Tera yaaar bandooq Sachay yaar mere sath kamyabi k nashay main Tera yaar hai saboot Ankhain khuli ho ya band Rab rakhta mazay main Tera yaar bandooq hai.. Tera yaar saboot hai (yeah, yeah, yeah) Jaana sabne taboot main Phir Kyu ye gharoor hai? (Yeah, yeah, yeah) Nahi hona rehne de Jo Log mujhe kehte thay Wo Rokna to chahtay thay Par ham bhi to kantay thay To ruthay nahi tootay nahi Unki ham baaton say Toot kay bhi urtay yuhi Panchi kaali raaton main Panchi ura phar phar Gaddi black skrttt skrtt Darwazay dil kay Pehle sayhi band hai Dua karu pal pal Mehnat ka khata phal Chahay milay kam par Rab ka karam hai Tera yaar saboot hai Tera yaar bandooq hai Jaana sabne taboot main Phir kyu ye gharoor hai? Paint a picture then I shoot for the summer Need the loot and the hummers Tell my mama that I love her Peelay tu bhi ik ghoont Ye hai asal Aya phone Tu hai nakal Chacha kahey tujhe has kar.. Bas kar teray nakhray hazaar Has kar karay gunde gunah ab gunehgaar Ro k Karun mei apnay peyar ka izhar Rab se jisney banaya mujhe kalaakar (Kia) Kalakaar mei Bangaya hoon Rab say bola Maine Mujhe dede tu Saari achee cheezain Saari achi baatein Koi mujhe bolay Biggie koi Shakur (what?) Tera yaaar bandooq Sachay yaar mere sath kamyabi k nashay main Tera yaar hai saboot Ankhain khuli ho ya band Rab rakhta mazay main Tera yaar bandooq hai.. Tera yaar saboot hai (yeah, yeah, yeah) Jaana sabne taboot main Phir Kyu ye gharoor hai? (Yeah, yeah, yeah) Yeah they love me like a trap-star... Yeah they love like a trap-star.. Nahi hona rehne de Log mujhe kehte te Rokna bhi chahtay thay Par ham bhi to kaantay thay... Mujhe tu deikh hai jawaani main poora scene on Likhun apnay geet mera phone off Duniya se dur karun moon walk bolun main sach kehtay loose talk Yeah I'm back in the Mazda Dhoondla sa saara raasta Karun apne rab se dua Mujhe banda bana wo bhi khaas sa (what?)
Sanatçı: I.B.H
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:48
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
I.B.H hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı