ig-muvayit khwaab şarkı sözleri
Hawayein aaaise chal rahi hai, yaad Teri ankhon se
Giri hai booond barishoun mei, mein kehta khwaaaboun se
Dikha de woh haseen chehra, Jo bas chuka hai mujh mein
Khwaaaboun se lipat ke mere, Jo fass chuka hai mujh mein
Taareefein, tere baaare, har kisi ke samne
Jo kr raha hun aj kal, mein khud b soochun shaam mein
Ki chaandni ki rooshni kyu hogayi hai kam
Jo dekha tera chehra, sbhi hai choote gham
Jo dekha tera chehra, hui na nam yeh akhein fir kabhi kisi ke liye
Likhon mein kagazoun sb Abhi Isi hi liye
Ki Teri Yadoun ne dila diya hai mujh ko woh kalam
Jo likhta tere baaare behisaab aur, dil naram
Jo kehta batein saaf jaise paani
Ki yeh kahaani Tere mere baaare
Hue hai 7 saal, lage na ab kinaare
Yeh kashti chal chuki ab na maut se b haare
Ki mein zindagi se maut tak
Teraaa haath thaam kr
Chalu mein har ghadhi, fir chahe subah shaam par
Na choodu tera saath mein hai vaada mera
Chota sa ghar ho apna yeh iraada mera
Mohabbat ki hai ruh se na jismun ki saazish
Jo chehra khoobsoorat par dil bhi hai Aatish
Jala de mujhko poora, par sukoon na choote
Mohabbat Jo lamhe mein aati ban ke baarish
Hum baarishon mein bheeegte, raastoun pe chal rahe
Han kal bhi saath the na, aj b hai mil rahe
Yeh soche kaise chod de hum ek doosre ko
Han jismoun se bhi zyada ruhein saath khil rahi hai
Mein likh raha hun gaane mere dil aarizoo mein
Mein dikh raha zamaane ko, khuli kitaab hun mein
Mein hoke asafal na sochun hoga aage kya
Jo peeche mere saath tum lage mujhe bachaane
Girunga gar kabhi tou, mera saath dena tum
Utha ke mujhko haath deke, saans dena tum
Hawayein aaisi chal rahi ki neend mein bhi saagaroun
Ke motiyun ke jaise khil khilaati hui tum
Meri ankhon ke samne dikhe
Meri batoun ke jaam mein dikhe
Meri Yadoun ke pannu mein bhi
Tera hasta naam hi likhe
Meri ankhon ke samne dikhe
Meri batoun ke jaam mein dikhe
Meri Yadoun ke pannu mein bhi
Tera hasta naam hi likhe
Han de tu mujh ko maazrat, mukhtasar si zindagi mein
Gar hui khata hai koi, intizAar-e-dil lagi mein
Kaaash ki mein ban sakhun, aaaisa ghaira
Rooshni se khatam kr ke sb andhera
Zindagi ka
Tujh se milke aabshaaroun se na bhujti pyaas hai
Yeh mohabbaat hi hai aaise, jaane tu hi ab libaas hai
Ki mera zindagi mein behtri na tere baad kyu ki
Ikhtitaam woh zindagi mein, tu hi bs agaaaz hai
Aj din kon sa hai mujhe yaad hai na
Tera janmdin, rakha mein raaz hai na
Dua yeh choti si hai par han bolni hai
Khuda se manga Sada tu abaad rehna