ikrar i don't care şarkı sözleri

So liya Jitna sona tha Ro liya main Jitna rona tha Kho gaya Jo khona tha Ho gaya jo hona tha Ok Do do do do do do Yeah yeah Do do do do do do Aha aha Aaj kal kabhi parso Time kill Kiya maine barson Par shayaro sa Paya maine Lafzon mein Kamaal ki pakad ko Hmmm Socha aur na sahunga Boll k rahunga Hmmmmm Bus 2 verse kaafi Dil kholl k kahunga Main apni khamiyon ko Dhakta gaya Main aesi zindagi se Thak sa gaya Shiiittt Gaur se jo dekha aaina Aaine main tha jo Mujhpe hansta gaya Bewajah he jagta gaya Bewafa si aashiqui main Fansta gaya Fir ek din muh pe Bola galatiyon ne Galatiya sudhaar ne ka Waqt aa gaya Kyonki So liya jitna sona tha Ro liya main jitna rona tha Kho gaya jo khona tha Ho gaya jo hona tha So liya jitna sona tha Ro liya main jitna rona tha Kho gaya jo khona tha Ho gaya jo hona tha Na na na na Nana na na Nana na na Na na na na Nana na na Nana na na Ghar ka bada hu Ghar pe pada hu Dono jebe khali Kadka pada hu Haan Ghar ka bada hu Ghar pe pada hu Dono jebe khali Kadka pada hu Bigda hua hu Sir pe chadha hu Ye boll te hain wo Main jinko khalta bada hu Par main kya batau Kaun hu main kya hu Tujhse kya chhupa Tere dar pe khada hu Hai sab se baatchit Dua-salam ram-ram Dekh kar kisi ko na Kabhi mai sada hu Fir bhi koi bole rude hai Is main attitude hai Mujhse jalne walon ka Bulb fuse hai Kuch nahi karega Iski saari baatein jhoot hai Tv par chalega iska gaana Kya saboot hai ? Par kala ki kadr karne wale Bhi maujood hain Kyonki meri baatein Tez lagti jaise dhoop hai Agla gaana bhi Jaldi hone wala shoot hai Har taraf hai charcha Ke ye likhta kitna khoob hai I k r a r So liya jitna sona tha Ro liya main jitna rona tha Kho gaya jo khona tha Ho gaya jo hona tha So liya jitna sona tha Ro liya main jitna rona tha Kho gaya jo khona tha Ho gaya jo hona tha So liya main jitna sona tha Now i don't care Ro liya main jitna rona tha Now i don't care Kho gaya jo khona tha Now i don't care Ho gaya jo hona tha I don't care
Sanatçı: Ikrar
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:22
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Ikrar hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı