imaan singh and qaabil pahadan şarkı sözleri
Ye dhoop badal or hawa
Rehte tere pehre main
Aaj suraj se pehle maine
Dekha chand hai savere
Ye dhoop badal or hawa
Rehte tere pehre main
Aaj suraj se pehle maine
Dekha chand hai savere
Vo hawa se aane lagi khushboo
Jo baal tere chu kar gayi
Vo tutte par wali panchi
Tere chune se udane lagi
Ha tere chune se udane lagi
Ye murjhayi phulo ki kaliya
Tujhe dekh kar khilane lagi
Jannat sa hoga ghar tera
In pahado main kahi
Ha pariyo ke sheher se shayad
Tu pahadan hai aayi
Jin raho se guzre pair tere
M choom ke aaya vo zameen
Tu has kar jisko dekhle
Vo fir kabhi roya nahi
Jin raho se guzre pair tere
M choom ke aaya vo zameen
Tu has kar jisko dekhle
Vo fir kabhi roya nahi
Vo fir kabhi roya nahi
Dekha tujhe dopeher m
Or raat bhi soya nahi
Jannat sa hoga ghar tera
In pahado main kahi
Ha pariyo ke sheher se shayad
Tu pahadan hai aayi
Tutt ta taara dekh kar
Ye ankhe dono meech kar
Tujhe mangta imaan hai
Bhagwan se hath jod kar
Tutt ta taara dekh kar
Ye ankhe dono meech kar
Tujhe mangta imaan hai
Bhagwan se hath jod kar
Bhagwan se hath jod kar
Esi door tujhse bandh lu
Chah kar bhi jo tutte nahi
Jannat sa hoga ghar tera
In pahado main kahi
Ha pariyo ke sheher se shayad
Tu pahadan hai aayi
Tiyara gallan ki laali
Aggas leh gayo
Twen the chandani udhar
Mangi Chand leh gayo
M pachil teri khushboo
Yo ankha meech ber
Twen k heran m
Pariyo ka sheher aa gayu