inaam sazishen şarkı sözleri

Mohobbat be hisaab kar ke, Gae aankhon me khwab bhar ke, Mera dil ye bethikana, Tere deedaar ko tarse, Agar tum laut kar aate, Numaish dard ki karte, Batate kis tarah se tujh bin, Jeeye jaate hain mar mar ke, Hai kaisi ye....saazishen... Hai wajah bhi zakhm ki tu, Aur Dawa bhi tu hai, Pareshan dil…..kya kare….. Ghum diye hain tune saare, Ghumnava bhi tu hai... Antara:- Ho gaya main kitna tanha dekh jao ek dafa Meri mushkil hai mera dil Bin tumhare khafa Dard jo tum ne diye woh Hai tumhi ko pooochte Itne saare Besahare Jayen Aansu kahan Nahi aankhon mein ab rukte Rahe na apne hi ghar ke Nazar aate ho tum mujhko Main dekhun aaina bhi dar ke Hai kaisee ye saazishein Yadon mein hai tu hamesha... Kho gayaaaaa Bhi tu hai.. Pareeshan dil kya kare Gham diye hain tu ne saare Gham nawa bhi tu hai..
Sanatçı: Inaam
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi:
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Inaam hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı