inayat dehi şarkı sözleri
Andhero mein roshni ka kaam kare ye
Duniya mein kudrat jaise bas saath rahe ye
Gaaye jo magan si
Chaahe jo aman si
Dehi
Mann ki saari baaton ka sammaan kare ye
Jaane na kya ho jo ikhtiyaar kare ye
Kaayam hai ye awaaz
Daim hai ye aagaaz
Dehi
Haan hai vo jeev hai sajeev
Naa hai vo kabron mein
Bandhi hui meri jaan
Naa hai vo deen naa yakeen
Naa hai vo rasmo mein
Bandhi hui meri shaan
Dehi