ineedyou imtehan şarkı sözleri
Zehar ko le kar
Mai ghoom raha tha
Peene se pehle kisi ne
Rok diya
Jisne roka usne
Samjhaya
Ke asliyat me hota hai
Shehad kadva
Aur zehar meetha
Kya zindgi jeene ka
Hai ye tareeka
Jo bhi khaya
Mujhe laga feeka
Kyuki jisne parosa
Uska dil kahin
Aur tha
Shayar hun mai
Kayar nahi
Kisi se ladta na mai bewajha
Ye khubi hai
Kamzori nahi
Asliyat hai ye
Koi Movie nahi
Zaruri nahi ke
Mile har kisi ko
Koi sahi
Sahi jab mile toh
Log kisi naye ki taalash me
Bina hoshon awaz ke
Doob jaate hain
Galat insaan chunte
Nakli khaab bunte
Phir koste usko
Jisne banya duniya ko
Kadvi baate par
Lazmi
Sachai ke liye dete
Faansi
Inki murkhta
Par hoti hairani
Kar rhay barbaad
Apni javani
My conscience told me
To stop fooling you into believing that I love you she said
Do you even know
What I'm baking?
I'm taking my grief
And making a masterpiece
To release the pain
That you inflicted
I'm gifted
And I know that
I'm taking this seed
Imma sow that
I'm bleeding
Figuratively speaking
I'm walking the path
That no one's taking
It's narrow
Aankhe band hai
Dil karta yatan hai
Purane vyaqtitva
Ko pehna diya kafan hai
Sabar hai
Chalana is qadar ke
Mai misaal banu
Aage badhu
Kisi ke pairo me na jhukun yeah
Neki neki neki neki neki
Karke dariya me fenki fenki
Dil tha toota
Par jod diya pighla ke maine sona
Har kisi ko tumhari keemat ka ehsaas nahi
Dil hai ye
Koi khilona nahi
Sab ki pedaiyish
Na hoti ameeri me
Paise aajate hain mehnat se
Sahi Insaan gava diya jye toh
Milta na wapis hai phir se
Khair samajh ayega thore
Samay baad
Ke maine kyu kaha hai ye
Samjha tumhe
Khaas kaafi tha
Jiski wajha se ankhon ke
Aansu na ruk pye
Fyida uthaate raho
Jab tak lage sahi
Phir chor do jab man uthjye
Ye seekha maine kisi khaas se
Jo ab ban gye itihaas hain
Phir bhi aas hai
Ke mile tumhe sahi log
Jitne paas hai
Chorna mat unhe kabhi
Ye meri Guzaarish hai
Jinho ne chora na
Unke liye jaan hasir
Baatein kaafi
Par ab waqt zaya na krunga
Unke liye
Jinki yaadein ab gaar di zameen me
Atit se na sikhe koi agar
Toh kisi me na zameer hai
Ye bheed me chal ke
Khush ho rhay
Par bheed me chalne wale
Rehte Asafal
Yeah
Jo khud raah banate
Unse log puchte
Kya ye taqdeer hai?
Zakhmi halat
Kaanto se bhare raaste
Phir bhi
Honsla dil me
Kyu ki bina ruke
Mehnat kru
Mai chalu aage ki taraf
Bina soche ke manzil kitni dur hai
Yeah
Khaabon ko lekar
Maine banaya asliyat
Kyuki krtna na
Yakeen kismat par
Sirf Rab par yakeen hai