inkorp. nah (feat. naam zaroori nahi hai & chill denis) şarkı sözleri
Mera naam jaane bina kaise Lete khoj yeh
Shaam mujhse puchhe raat Kaise uski dost hai, kaise?
Chalte chalte rukna na yeh Pahar hai
Gir ke par ke uth apne Sahare
Tere sir se pair haan bhale Zakhmo ke maare
Tu na darr ke tair, Pahunchegi dariya kinare
Kyunki larr ke khair na mili Aansuon ko aadhe
Aur marr ke zeher hi ghuli Sapno me saare
Kar se bair jo kare ungli ko Kaatein
Kyunki farak hai teher jo Rekha sheeshe ke aage
Haan narak se sair toh roz Ghar ke bahar me
Kyuki nar ke sheher me hi Naari ko naape
Jhar gye ped haan kyinki jar Bhi toh kaape
Aur bharki leher kyunki Toofaan bhi paas hai
Tu Bole mujhe is kalam ko de Chhor
Mai kaise chhorun ruh ka Hissa jo ghor
Haan rukha sa hun meri Syahi hai kam
Kat kat kar jhute sheeshe do Na fod
Naam nahi zaroori
Na na na
Naam nahi zaroori
Na na na
Pehne kaun libaaz khoon ke Tu bun ke fasle dundh
Kyun moond ke aankhe na Khuda se baatein
Na waadon me noor
Mai na likhta khudse
Mujhpe gupt yeh mujhse kuchh kahe
Khud ke bhoot se darr ke Kud gaye jhut me
Dub ke lupt yeh uth nahi Paya toh tuchhya mai?
Sudh ke sukh se dur jo noor Tha dekhna chanda ki oor
Crore sitarein na so rahe
Aur hosh na kho jaye
Paros ke jhol, niwale bhi toh
Kose khane hi waale ko
Khanabadosh ko dhundhe
Jo kaam afsos ke dor ke Chhor pe
Par soch ki top se chhor ke Dosh ke os ki bundhe
Aur kosh ki neende farar
Mai tha faug me kimat Hazaar?
Jo jaane pe yaad aaye
Ab roz parajaye
Aankhon me paseena ya Maut hai?
Khuaf hi ke paudge
Aur coffee me soauf hai
Toh topic se off mai
Aur coffin yeh band toh
Kyun dhup aaye?
Bata bina shor ke
Na maangi safai maine.
Naam nahi zaroori
Na na na

