inner gaze sawaal (feat. rizlife) şarkı sözleri
Tuu
Ik khyaal h kitaabb main
Kuch swaal b dimaag main
Beytaab hain khitaab k
Hum-kalaam ho jwaab dy
Ik khyaal h kitaabb main
Kuch swaal b dimaag main
Beytaab hain khitaab k
Hum-kalaam ho jwaab dy
Dekha aik khwaab hy
Mehshar ka medaaan hy
Lambi laggi kitaar hy
Tu ly raha hisaab hai
Tu hi khudda h
Q tu khffa h
Hua judda h
Kya teri rza
Tu hi khudda h
Q tu khffa h
Hua judda h
Kya teri rza
Zubaan meri darood pr
Tanhai main mehzooz kr
Ye faasly mehdood kr
Jazbaat ko mehsoos kr
Tuuuu
Tuuuu
Zubaan meri darood pr
Tanhai main mehzooz kr
Ye faasly mehdood kr
Jazbaat ko mehsoos kr
Hua juda q
Mili saza q
M lapata q
Khizaan ki hawa
Hua juda q
Mili saza q
M lapata q
Khizaan ki hawa
Bnda khtakaar
Hua gunahgaar
Nfas ka hn Shikaar
Uss kl ka intzaar kar
Inaam ka haqdaar ban
Khudaar ban aitbaar kar
Ab nafas ko inkaar kar
Uss kl ka intzaar kar
Inaam ka haqdaar ban
Khudaar ban aitbaar kar
Ab nafas ko inkaar kar
Ik khyaal h iss kitaabb main
Kuch swaal b dimaag main
Beytaab hain khitaab k
Hum-kalaam ho jwaab dy
Tuu
Tuu

