insaan no tears şarkı sözleri
Aankhon mein aansoo hai
Phir bhi mein roya ni
Aankhon mein neenden meri
Phir bhi mein soya ni
Tere haan jaane ke baad
Yaadon mein khoya ni
Aankhon mein aansoo hai
Phir bhi mein roya ni
Kalla Kalla khat ohne modya c saada
Kitta c yakeen ohne todya c saada
Pyar c mein kitta ohne kadder na pae
Bewafa c yaaro dil Tod gye c saada
Dil Tod ke tujhe kya hi mila
Assar tera muje raat mein hua
Strong tha mein kamjor bana
Shikaar ghar ka bada beta bana
Pehle tha mein hasta bada
Tere sath mera dil laga
Tera dil kisi aur Galli gya
Teri ankhon se mene pad liya
Aankhon mein aansoo hai
Phir bhi mein roya ni
Aankhon mein neenden meri
Phir bhi mein soya ni
Prem mera tera bada ajab
Jodi meri teri badi gajab
Naa jaane kiski lagi nazar
Bhulte naa mujhe tere lovers
Pagal kitna banaegi tu
Meri hue na kiski ho pae gi tu
Tujhe itna pyar kiya mene
Jaa zindagi bhar dhakke khaegi tu
Labdi phire tera ki kho gya
Lagda na dil tera chain kho gya
Ohde chakkara ch ni mein hoya barbaad
Tutya je dil dasso ki ho gya
Tuttan toh aae teri yaad sohniye
Yaad ne c kitta barbaad sohniye
Yaara lye c jeda kade khaas hunda c
Ho gya oh aam tere vaad sohniye
Aam naam gum naam sham
Tu meri jaan zara satya jaan
Mein zinda laash tu kar Vikas
Daaru mere hath kyunki tu naa paas
Na shabad naap kar seedhi baat
Mukhota pyar ka utra
Aaj Dhokha diya tune
Bina baat baaki shod dekh meri aankh

