insync4u papa ki pari şarkı sözleri
Phulon se nazuk hai tere kadam
Titliyon se halka hai tera badan
Muskurati ho to khilta hai angan
Chalti ho to barasta hai sawan
Meri chandani meri roshani
Meri laadali papa ki pari ho tum
Dekha hai tha pehli dafa ankhein hui nam
Khushi ke ason aur jaan me agaya tha dum
Maa ki kami dur kardi tum
Mayusi bechaini dur kardi tum
Meri zindagi meri har khushi
Meri ladli papa ki pari ho tum