iprince yeh tune kyun kiya şarkı sözleri
Yeh tune kyun kiya
Kyun yeh ghum diya
Saathi jiyun kese mein ab tere bina
Yeh jo lafz hai ab mere ashq hai
Diye jo dard hai yeh tere saathiya
Kahun bhi toh kya kahun
Mera vaasta tha tumse hi
Meri toh chahate bhi thi tumse hi
Meri toh har wajah me bhi bewajah the tumhi
Yeh tune kyun kiya
Kyun yeh ghum diya
Saathi jiyun kese mein ab tere bina
In faaslon se na toote hausle kabhi
Ab faaslon me hi meri zindagi bani
Par na tu mila na kabhi sang chala
Raha na saath tu
Par na tu mila na kabhi sang chala
Raha na saath tu
Na tune ki wafaa
Yeh tune kyun kiya
Kyun ye ghum diya
Saathi jiyu kese main ab tere bina