iqbal fraudiye (feat. eva b) şarkı sözleri

Khol khol aankhain khol khol Bahir hota kuch, kartay ghar par thor phor Fraudiye saray khudi cheekhain chor chor Fraudiye saray khudi cheekhain chor chor Dil main kissi kay liyay jaga nai hai Apni baradari kay bahar samjhtay kissi ko apna nai hain Teeli na lagaaon tho aata maza nai hai Awaam ko jo bimari uski milni dawa nai hai Betuki cheezon par maar kutai Shaadi ka lamba scene, phir lambi judai Ashar dekho, bahu nay meri saari nai sukhayi In cheezon say hee bhari TV dramon kee likhayi Contagious beats, pay spit karta bohat sick Faaslay rakhain sab, jab controversial topics Deep pockets say rakhtay brands sabko hostage Launday saaray game main Nate Jacobs jaisay toxic Bakray saaray yahan bheriyon kee khal pehnay Bheriyay saaray yahan bakron kee Kuchal daalain tujhay qadmon kay neechay jab koi chaal chalain Parwa yahan kis ko teray sapnon kee Khol khol aankhain khol khol Bahir hota kuch, kartay ghar par thor phor Fraudiye saray khudi cheekhain chor chor Fraudiye saray khudi cheekhain chor chor Khol khol aankhain khol khol Bahir hota kuch, kartay ghar par thor phor Fraudiye saray khudi cheekhain chor chor Fraudiye saray khudi cheekhain chor chor Khud to duniya kay rangon me ghol hum Phir bhi dhoondte hain doosron main jhol hum Khud kay hain chupate, sab kay khol dete pol Khud ki hi wakalat, khud ko judge ka diye role hum Insan mehnati nahi, mehnati tho khote hain ye Twitter pe hugne wale, angrezon kay pote hain Jinse li thi azadi, ab unhi kay mohtaj hum Ye saray doghle vote na milne par hee rote hain Ye saray to apni larai me gum hain Awam bhi to kutte ki wo teri dum he Tiyathar salon me na badli hai, na badlegi Mustaqbil kay shaheen nashay ki sawari me tun hain Naat kay naam pe milad me DJ bajrahe kyun Naap le naap le zanjeer gunah kay apne tu Tabhi tho karna judge, jab daman tera pak saaf ho Ye byalees saal kay logo ki aqal bacho wali dikh rahi kyun Chaap chaap paisa chaap warna naam nahi hoga Paisa phenk tamasha dekh warna tu line me hoga Gucci bag Nike shoes, aise level up hoga Duniya rangeen, dikhti haseen, mile anjaam me dhoka Khol khol aankhain khol khol Bahir hota kuch, kartay ghar par thor phor Fraudiye saray khudi cheekhain chor chor Fraudiye saray khudi cheekhain chor chor Khol khol aankhain khol khol Bahir hota kuch, kartay ghar par thor phor Fraudiye saray khudi cheekhain chor chor Fraudiye saray khudi cheekhain chor chor
Sanatçı: Iqbal
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:35
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Iqbal hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı