iqbal khudday line şarkı sözleri

Naap tol mai jo sacha ussay foran khudday line kar Niyat jiski saaf ussay foran khudday line kar Rishwat na lainay walay ko bhi khudday line kar Panga lainay aaya jo bhi ussay khudday line kar Khudday line kar, in sabko khudday line kar Kabhi jo na sudhray, unhai chor thoo bus rhyme kar Rishwat na lainay walon ko bhi khudday line kar Panga lainay aaya jo bhi ussay khudday line kar Khudday line kar, sadiq yahan side par Line paar karay ga tho trigger kheenchay sniper Dolat kai pujari, inka nasha kya utarna Jab sasta sabsai kaam yahan kissi ka haq maarna Wadairon aur Waziron kee yahan dehshat ziada fauj sai Para nai Sun Tzu par rehtay Art Of War sai Junoob kee zameen pai control Lahore sai Illaqay ka bhatta khor jhanda gaaray apnay chowk pai Ghayab apnay qillon mai, par jaib mai police hai Nazar aayen tho samajh lo election bus kareeb hai Ghareeb awaam kee jhootay waadon sai umeed hai Inqalabi jawaan kai haan IQBAL on repeat hai Naap tol mai jo sacha ussay foran khudday line kar Niyat jiski saaf ussay foran khudday line kar Rishwat na lainay walay ko bhi khudday line kar Panga lainay aaya jo bhi ussay khudday line kar Khudday line kar, in sabko khudday line kar Kabhi jo na sudhray, unhai chor thoo bus rhyme kar Rishwat na lainay walon ko bhi khudday line kar Panga lainay aaya jo bhi ussay khudday line kar Phut lo aur phutnay do yahan ka dastoor hai Siasat daan kya public bhi iss aadat sai majboor hai White collar door kee baat, dhaabay waala kaisay sudhray ga Jo cost kaatnay kai liyay tujhay baichay gosht kuttay ka Khud daari halki jaisay public schoolon kee diwarain Niklay keel walay andon sai hamsaye ko dubanay Establishment ko haranay kai jo khwaab daikhay shaanay Missing persons waali list pai apany khud ka naam likhwanay Bari gaarion sai faasla, inkay guards ka koi pata nai Daarion sai faasla, in nai Quran kabhi samjha nai Qanoon kai muhafiz sai hifazat kee zaroorat hai Tashadud mai hai faida ye thoo kaisay ab tak samjha nai Naap tol mai jo sacha ussay foran khudday line kar Niyat jiski saaf ussay foran khudday line kar Rishwat na lainay walay ko bhi khudday line kar Panga lainay aaya jo bhi ussay khudday line kar Khudday line kar, in sabko khudday line kar Kabhi jo na sudhray, unhai chor thoo bus rhyme kar Rishwat na lainay walon ko bhi khudday line kar Panga lainay aaya jo bhi ussay khudday line kar
Sanatçı: Iqbal
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:35
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Iqbal hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı