irfaan qadri chalo ajmer chalo (ajmer ki galiyon me) şarkı sözleri
Ajmer wale khwaja ik pardesi aata he
Ashqon ke moti naino ki thali me laata he
Ajmer ke raja
Ya khwaja
Mere dil me samaa ja
Ya khwaja
Meri bigri banaa ja
Ya khwaja
Deedaar karajaa
Ya khwaja ya khwaja ya khwaja
Chalo ajmer chalo chalo ajmer chalo
Zara na der karo chalo ajmer chalo
Ajmer ki galiyon me to khushbooe wafa he
Ajmer ki galiyon me to khushbooe wafa
Masoom farishto ke utarne ki jaga he
Masoom farishto ke utarne ki jaga he
Mere khwaja mere khwaja mere khwaja
Mere khwaja mere khwaja mere khwaja
Abdaal ho autaad sabhi aaey huwe he
Aey huwe he aaey huwe he
Abdaal ho autaad sabhi aaey huwe he
Ye urs ka mela he wilayat ki fiza he
Ye urs ka mela he wilayat ki fiza he
Chalo ajmer chalo chalo ajmer chalo
Zara na der karo chalo ajmer chalo
He ataaey nabie paak mera khwaja maharaja
Kehta he jise saara jahaan hind ka raja
Ay chisht nagar waale ataaey nabie paak
Ay chisht nagar waale ataaey nabie paak
Kya naam tera dhoom teri rang jama he
Kya naam tera dhoom teri rang jama he
Mere khwaja mere khwaja mere khwaja
Mere khwaja mere khwaja mere khwaja
Pohonche he gada apne shehenshah ke dar par
Pohonche he gada apne shehenshah ke dar par
Niyaaz mandi ka kitna haseen manzar he
Niyaaz mandi ka kitna haseen manzar he
Jidhar ghareeb khare he udhar ghareeb nawaaz
Pohonche he gada apne shehenshah ke dar par
Lotain ge na khali ye faqeeron ko pata he
Lotain ge na khali ye faqeeron ko pata he
Chalo ajmer chalo chalo ajmer chalo
Zara na der karo chalo ajmer chalo
Dare khwaja pe sawali ko khara rehne do
Sar nadaamat se jhuka he to jhuka rehne do
Mujh ko karna na juda dar se kabhi khwaja ji
Dil jo deewana bana he to bana rehne do
Roze mahshar ye gunahgaar ke kaam aaey ga
Roze mahshar ye gunahgaar ke kaam aaey ga
Chishtiya rang charha he to charha rehne do
Duniya salaam karti he hairat ki baat kya
Duniya salaam karti he hairat ki baat kya
Ay khwaja tere naam ka jo rang charha he
Ay khwaja tere naam ka jo rang charha he
Mere khwaja mere khwaja mere khwaja
Mere khwaja mere khwaja mere khwaja
Rajaon ke raja more khwaja more khwaja
Rajaon ke raja more khwaja more khwaja
Deedaar karaja ye ujagar ki sada he
Deedaar karaja ye ujagar ki sada he
Mere khwaja mere khwaja mere khwaja
Mere khwaja mere khwaja mere khwaja
Chalo ajmer chalo chalo ajmer chalo
Zara na der karo chalo ajmer chalo

