irfaan qadri yaad khaki ki şarkı sözleri
Yaad khaki ki bari hum ko rulaati aaj he
Yaad khaki ki
Kaam maslak ka azeemush shaan jo tum ne kiya

Dhoom us ki najd par bijli giraati aaj he
Yaad khaki ki bari hum ko rulaati aaj he
Yaad khaki ki
Ilm behta tha zaban par shauq se sunte the sab

Woh sureeli si nida jaadu jagati aaj he
Yaad khaki ki bari hum ko rulaati aaj he
Yaad khaki ki
Aajizi yakta tumhaari ilm bhi ikhlaas bhi

Saadgi par khalq ye qurbaan jaati aaj he
Yaad khaki ki bari hum ko rulaati aaj he
Yaad khaki ki
Waqt aksar ghar khuda ke tha guzarta saal bhar

Ab judaaey me zameen aansu bahati aaj he
Yaad khaki ki bari hum ko rulaati aaj he
Yaad khaki ki
Bakhsh de tu wasite ashfaaq aur ahmad raza

Qabr khaki ki teri rehmat ko paati aaj he
Yaad khaki ki bari hum ko rulaati aaj he
Yaad khaki ki
Ki na kuch bhi qadar khaki aap ki me ne zara

Fikr zeerak ko ye aaey din satati aaj he