ishaan vashishta sabaq şarkı sözleri
Guzre jo lamhe the chor diye meine Mudke hai dekha nahi
Toote jo vaade the ghum ab nahi mujhko Farzi the sabke sabhi
Paata kya khudko tu duniya ki daud mein Khudko tu khoya vahin
Dekhi jab nadiyaan ye dekhi jab vaadiyaan ye khudko hai paaya yahin
Teri zidd hai Ek din ayega
Jab tu khul ke Fir yun gaayega
Raahi hai tu Manzil tak tera kaarvan
Chalta ja leke jahaan
Teri zidd hai Ek din ayega
Jab tu khul ke Fir yun gaayega
Raahi hai tu Manzil tak tera kaarvan
Chalta ja leke jahaan
Lejaaye rasta Lejaaye rasta
Lejaaye rasta Lejaaye rasta
Moh aur maaya ke peeche kyu jaata hai Mitt jaana ek din sabhi
Ek kal jo aaya tha ek kal jo aayega Par tu ji pal ye abhi
Paata kya khudko tu duniya ki daud mein Khudko tu khoya vahin
Dekhi jab nadiyaan ye dekhi jab vaadiyan ye khudko hai paaya yahin
Teri zidd hai Ek din ayega
Jab tu khul ke Fir yun gaayega
Raahi hai tu Manzil tak tera raasta
Chalta ja leke jahaan
Teri zidd hai Ek din ayega
Jab tu khul ke Fir yun gaayega
Raahi hai tu Manzil tak tera kaarvan
Chalta ja leke jahaan
Lejaaye rasta Lejaaye rasta
Lejaaye rasta Lejaaye rasta
Insaan hein hum sab hi
Ek hi toh hain sab hi

