Ishan Singh

Shunya Se Shuruat (feat. Ali Armaan Zainvi)

ishan singh shunya se shuruat (feat. ali armaan zainvi) şarkı sözleri

Na mera aham tha, na mera ahankaar Na meri shakhsiyat thi, na meri pehchaan Main toh bas shunya tha, khud ko khud hee mein dhoond raha tha Ahemiyat kya hoti hai kya jaanta Jab ginti ki shuruat bhi ek se hui Shuruat kya hoti hai kya jaanta Jab meri khudse kabhi mulakaat na hui Bebas tha ya laachaar, mujhe nahi pata Bas khud ko khud mein khojte hue, yun hee kho sa jaata Kya meri bhi kabhi shuruat hogi Ye main apne khudi aur khuda, dono se poochta jaata Ek din vo bhi mujh par hass diya Bola mujhse kya bheekh maangta hai Khud hee mein jhaankh aur aawaaz laga Shuruat ki bhi bhala shuruat kya hai Ab bhi na lada toh kya hee hai Sab toh vaise bhi bhoole pade hain Ab bhi na lada toh kya hee hai Mere aur meri shuruat ke darmiyaan faasle kitne hee bade hain Ab main aaj ka shunya hun ya banunga kal ka shatak Bas, shunya se shuruat meri zaroori hai
Sanatçı: Ishan Singh
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 4:05
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Ishan Singh hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı