izac munzni p28 şarkı sözleri
Ye awaaz hai jo kaano mei bolte nhi
Lekin sunn ke chalun mai inki baat sahi
Suun padi meri aatma paap se
Karm mere jaise janta nhi
Vo khoon ko
Uthaya uss क्रुस ko
Har cigg ke puff ne
Thoka uss keel ko
Darr hai ye dil mei
Ashanti hai mann mei
Behta hun fence mei
Na idhar na udhar mai
Darta hun kho dunga doston ko
Karan mai jaa rha hun tujh se door
Ye dhuaye se milte hai
Dhundhle ye baate hain
Ye dhuye hai highway to hell
I can tell
Darta hun kho dunga doston ko
Karan mai jaa rha hun tujh se door
Ye dhuaye se milte hai
Dhundhle ye baate hain
Ye dhuye hai highway to hell
I can tell
Deen bna mujhko apne jaise
Hridai tu de mujhe apne jaise
Marte dum tak agyakari tha tu
Banna hai sirf tere jaise
Ek hi naam bna insaan
Apne aapko deen karke tu
Bacha ne aaya tu mrityu se
Aatmic na ki deh
Naam hai Yeshu
Yo
Philippion kheti tu pragat hua manushye ke roop mei
2:8 isliye parmeshwar ne
Di naam jo sab naamo mei shreshth hai
Kyunki vah aagyakari rha uss क्रुस pe
Ankh khol
Ke tu ne meri zindagi
Palat di
Sochta janta par tha mai dhongi
Tere naam se pragat horha mai inke saamne
Magar duniya meri paap se bari
Thak gya hun ese jeete
Yah!
tu mera ab badal de
Rah!
Tujhe apne aap ko saunpta
Mai!
Sab khone ke liye mai taiyar
Thak gya hun ese jeete
Yah!
tu mera ab badal de
Rah!
Tujhe apne aap ko saunpta
Mai!
Sab khone ke liye mai taiyar