j bindaray sajna tor bin (feat. animesh dey) şarkı sözleri
Sajna tore bin dill lage na
Mahiya tore bin dil lage na
Sajna tore bin dill lage na
Mahiya tore bin dil lage na
Sabh choda baitha nadiya kinare
Choda depression lahron ke sahare
Dar kinar kiye sapnon ko sare
Khada mai dekho abh khudh ke sahare
My life bhi like kuch nahi ho raha
Shayad upar wala soo raha
Nikal pada hun khudh ke sahare
Ane wala kal likhun pen ke sahare
Maula kar de raham; Maula sun le rja
Tere rahmo karam pe mera tan man basa
Meri aayat bhi tu; Tu hi mera nasha
Meri sanson me bas abh tu hi basa...
Maula kar de raham; Maula sun le rja
Tere rahmo karam pe mera tan man basa
Meri aayat bhi tu; Tu hi mera nasha
Meri sanson me bas abh tu hi basa...
Sabh maine choda;Tute dil ko hai joda
Nahi kisi pe bharosa;Nahi rahna adhura
Kafi ho gayi hain baten;Abh kar ke dikhana
Afsana ye purana kun aansu bahana
Kafi dooba rahta tha mai gham me
Nahi matlabh kisi ke aziz se
Logon se door mai bhaag raha hoon
Nahi rahna kisi mahfil me
Man karta hai mai trigger daba dun
Pise pyar ka tujhe difference bata doon
Puchun khudh se sawal kun kara Itbaar
Mere lafjon ke bool se tuhko saja doon
Sabh choda baitha nadiya kinare
Choda depression lahron ke sahare
Dar kinar kiye sapnon ko sare
Khada mai dekho abh khudh ke sahare
Sajna tore bin dill lage na
Mahiya tore bin dil lage na
Sajna tore bin dill lage na
Mahiya tore bin dil lage na