jai dang a letter to my ex(es) şarkı sözleri

Tere jaane ke baad thoda waqt laga par haan ab Khush rehna seekh liya maine Khush rehna seekh liya maine Khush rehna seekh liya maine Tere bina meri jaaaaaaanaaa Khush rehna seekh liya maine Khush rehna seekh liya maine Khush rehna seekh liya maine Tere bina meri jaaaaaaanaaa I'm happy now Ab rou naa Teri yaado mein Main sou naa Main jee rha Khud ke liye Ab dard ko Main peeu naa Aisa nahi hai ki maine tujhse Kabhi mohabbat nahi kari Hum dono ko maalum hai ki Har ek lamha maine tere liye jeeya tha Kaafi dard hua tha jab Tu yu.nhi sab khatam karke chali gayi thi Kaafi waqt laga tha mujhe Khud ke chehre pe voh muskaan vaapis laane mein Par ab khush hu main Tujhe bhula toh nhi hu Aur naa hi shayad kabhi bhulunga Par ab dard kamm hota hai Teri yaado ke saath jeene mein Kaafi dafa socha maine ki Agar aisa hota ya vaisa hota Par jo hua voh hona hi tha Aur shayad acha hi hai ki hogya Sahi kaha tha tune ki Hum theek nahi hai ek dusre ke liye Theek toh tab hote jab Hum dono hi iss rishte par mehnat karte Sirf main nahi Dua karta hu ab bhi teri khushio ke liye Bass ab tujhe apne saath nahi dekhta Tu jahaa rahe apni zindagi mein khush rahe Par haan ab tujhe paane ki khwahish nahi hai meri Kyunki Khush rehna seekh liya maine Khush rehna seekh liya maine Khush rehna seekh liya maine Tere bina meri jaaaaaaanaaa
Sanatçı: Jai Dang
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:16
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Jai Dang hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı