jai dang janamdin şarkı sözleri

Aaj ka hai din jo bass teri hasrate'n ho Meri dua bhi lage toh aur qurbate'n ho Aaj ka hai din jo bass teri hasrate'n ho Meri dua bhi lage toh aur qurbate'n ho Teri Yeh meri Yeh baate'n Purani nahi Yeh jo Mulakaate'n Na hui Voh hongi kabhi Tujhse milna hai Khilna hai Phoolo se mehke hum bhi Din jo tu dhundhe voh achhe main dedu sabhi Aaj ka hai din jo bass teri hasrate'n ho Meri dua bhi lage toh aur qurbate'n ho Aaj ka hai din jo bass teri hasrate'n ho Meri dua bhi lage toh aur qurbate'n ho Aaj din bada Aur baat badi Kyunki aaj hai tere janamdin ki ghadi Mere lafzo'n mein jo hai yeh behti khushi Teri taqdeer se hi toh hai yeh judi Aaj din hai bada Aur baat badi Kyunki aaj hai tere janamdin ki ghadi Mere chehre pe jo hai yeh noor naya Aaj ke din ki hi toh hai yeh khushi Aaj ka hai din jo bass teri hasrate'n ho Meri dua bhi lage toh aur qurbate'n ho
Sanatçı: Jai Dang
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:12
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Jai Dang hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı