jai dang you deserve better şarkı sözleri
Kitna khoya
Kitna khoya
Kitna khoya
Inn sawaalo mein main
Kitna khoya
Kitna khoya
Kitna khoya
Inn sawaalo mein main
Kya main theek tere liye
Kyu naseeb mein main tere
Main toota khud apne aap mein
Kaise khush rakhu tujhe
Tere liye na main laa saku taare
Naa hi jeet saku duniya
Dena chahu saari khushiya
Par lage na mere bass mein
Kitna khoya
Kitna khoya
Kitna khoya
Inn sawaalo mein main
Kitna khoya
Kitna khoya
Kitna khoya
Inn sawaalo mein main
Tere chehre ki voh khushi
Mere dil ki ibaadat hai
Rakh saku main duniya saari
Qadmo mein yeh ek khwaahish hai
Par toota hu main khud mein
Na jaaane kaise karu yeh sab
Main khoya iss sawaal mein
Ladu iss zavaal se

