jairaj kulkarni tumhara hai (feat. shruti kulkarni) şarkı sözleri
Aankhon mein raaz hai
Ya dil yeh naraaz hai
Tujhe khone ki ghabrahat mein
Ab aise haalaat hai
Tu hai toh mein hu
Tu nahi toh hoti hai naadaniyan
Tujhme khoya Tujhme paaya
Maine yeh saara jahaan
Har ek laamhe ka intezaar hai
Har ek lamha yeh bekaraar hai
Thoda tumhi se hai Thoda tumhi pe hai
Yeh ek lamha sirf tumhara hai
Haan yeh kuch khaas hai
Har lamhe ka ehsaas hai
Meri baaton mein meri saanson mein
Ab bas tera hi naam hai
Tu hai toh mein hu
Tu nahi toh hoti hai naadaniyan
Tujhme khoya Tujhme paaya
Maine yeh saara jahaan
Tu hi meri nazar
Manzil bhi meri tuhi
Tera bina magar Safar lage adhoori
Aisa tera asar mujhpe ho gaya hai
Kaise kahu
Bas ek lamhe ka intezaar hai
Har ek lamha yeh bekaraar hai
Thoda tumhi se hai
Thoda tumhi pe hai
Yeh ek lamha sirf
tumhara hai...

