jaknap aasma şarkı sözleri
Yeah
Main dekhu jab aaasman mein
Rab ko mein puchu ki kaun khash hai
Yaha pe toh log karte hai daga
Kab tak mein rahunga akela baata
Main dekhu jab aaasman mein
Rab ko mein puchu ki kaun khash hai
Yaha pe toh log karte hai daga
Kab tak mein rahunga akela baata
Raahon mein akela kisi ko pata nahi
Rehta mein akela kisi ko pata nahi
Bahar se khush andar se dukh
Abhi bhi palak ko marta hu phoonk
Hojayegi sari woh wish ek din
Khush mein hohunga bohot woh din
Lafzoo se rakhta mein sari woh baate
Ek kami hum mein hum jhut nahi bol paate
Main dekhu jab aaasman mein
Rab ko mein puchu ki kaun khash hai
Yaha pe toh log karte hai daga
Kab tak mein rahunga akela baata
Main dekhu jab aaasman mein
Rab ko mein puchu ki kaun khash hai
Yaha pe toh log karte hai daga
Kab tak mein rahunga akela baata
Khwab mere ab sone nahi dete
Rone nahi dete
Kisi ka mujey ab hone nahi dete
Kehte hai mujey bus aage toh chal
Aage toh chal
Khwab mere ab sone nahi dete
Rone nahi dete
Kisi ka mujey ab hone nahi dete
Kehte hai mujey bus aage toh chal
Aage toh chal
Mehnat toh kar
Hoga safaal
Aaj nhi toh kal
Tera hai
Tu sunle joh dil tera kehra hai
Aakhri mod pe tu aake kyun thera hai
Zindigi leti imtihaan
Karle tu kaam
Subhe aur sham
Badega naam
Hoga badnam nahii
Zimidariya hai tujhpe ab kahi
Inki baato se nahi kali raato se bana
Woh karte hai mana mein karta nahi mana
Woh karte hai phone pe baby aur shona
Yeh do din ka pyaar phir tisre din rona
Yeh pata nahi tha sath mere bhi hoga
In chizo se hata yeh mujhse nahi hoga
Mein karta hu pyaar woh karte hai daga
Inki baato se zyada taqatwar lagta hai dhaga
Tabhi toh dekhu mein aaasman mein
Rab ko mein puchu ki kaun khash hai
Yaha pe toh log karte hai daga
Kab tak mein rahunga akela baata
Main dekhu jab aaasman mein
Rab ko mein puchu ki kaun khash hai
Yaha pe toh log karte hai daga
Kab tak mein rahunga akela baata
Kaali woh raate abhi bhi yad hai
Kaun tha khilaf aur kaun mere sath hai
Rehta tha akele sach hai yeh baaate
Aaage mein chala gaya piche se aaakee
Kaali woh raate abhi bhi yad hai
Kaun tha khilaf aur kaun mere sath hai
Rehta tha akele sach hai yeh baaate
Aaage mein chala gaya piche se aaakee
Hum karte hai kaam subhe aur sham
Tab ja kar bana hai mera yeh nam
Mehnat yeh khud se aur khud ko salam
Sach baate bolti yeh meri kalam
Karte hai kaam subhe aur sham
Tab ja kar bana hai mera yeh naam
Mehnat yeh khud se aur khud ko salam
Sach baate bolti yeh meri kalam
Main dekhu jab aaasman mein
Rab ko mein puchu ki kaun khash hai
Yaha pe toh log karte hai daga
Kab tak mein rahunga akela baata
Main dekhu jab aaasman mein
Rab ko mein puchu ki kaun khash hai
Yaha pe toh log karte hai daga
Kab tak mein rahunga akela baata

