k-shev gunah (feat. bhooma khajuria) şarkı sözleri
Kya hai mera gunah?
(Jo kaidi bana khud me mai)
Naata naa tujhse raha
(Hun khada jaise yudh me mai)
Kya hai mera gunah?
(Jo kaidi bana khud me mai)
Naata naa tujhse raha
(Hun khada jaise yudh me mai)
Aahista aake woh hai le chuki mera jahan
Banjar meri dua, rahe sukhi tera makan
Uttra mujhe bukhar, chada uska khumar
Aashiqo bazar mai kyun betuki meri dukan?
Meherbani ye karo, mujhe rehne do yun hi
Kyun rahu mai khamosh? mujhe kehne do sab hi
Andar dabe kayin hai raaz, dil cahta karna baat
Parr jab koyi bhi karta baat, mere paas kuch bhi kehne ko nayi
Jismani ishq naa tha, nata ruhani
Taidi laqeerein (Haan) kabool huyi dua ni
Mai daawe aaj karta, raten aani hai suhani
Mai caahe aaj kal ka, pr ye baten hai purani
Meri khata ki khafa hoke yahan khaab aik dekha
Afsoos uske afsoon mai tha alfaaz ye likha
Tu nayab pr naa naaz, hai naraz ye nigahen
Din kaate haste raat hai sharab me bitayen, Parr
Kya hai mera gunah?
(Jo kaidi bana khud me mai)
Naata naa tujhse raha
(Hun khada jaise yudh me mai)
Kya hai mera gunah?
(Jo kaidi bana khud me mai)
Naata naa tujhse raha
(Hun khada jaise yudh me mai)