k1ng aaj ke liye şarkı sözleri

Aaj ke liye main tera hua hu Aaj ke liye main thehra hua hu Aaj ke liye tu khamiyan suna ja Aaj ke liye main behra hu Ek baar kehde mujhe main hi tera pyaar hu Mil na pata tujhe main hi intezaar hu Ghareeb ko nai mil rhi ban gyi rozgaar tu Jiske neeche chaow main wohi wala shaakh hu Tere naam ke saath maine zindagi likhi hai Akelepan aur sitam apni kismat hi likhi hai Maruga main shaan se, apna seena thaan ke Kal ko meri na hona idat hi likhi hai Aaj ke liye aaja kal ko nahi maanguga Keh toh diya mun se kal ko phirse maanguga Aaj aa ke kehde aukaat nahi meri Issi bahaane girehaan kal ko jhaankuga Raat tak na aa saki toh likhduga main shayari Ke aaj phir tu ek gumaan aaj phir tu aayi ni Aaj meri soch tu, aaj ki tu gaiki Tere naam se hi aaj mehfil sajayi thi
Sanatçı: K1NG
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:03
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
K1NG hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı