kaafi bahaane şarkı sözleri

Sunday afternoon, hai zindagi sahi Bhale hi dost teen aur wallet mein hai paise nahi Abhi main zinda hoon, aur zindagi hi kaafi hai Agar hui kuch galti toh phir mujhko maafi de Main thak chuka ladke tujhse, teri baaton se Ab ghar jaisi hai lagti yeh sadke kaali raaton mein Mai thak chuka hoon soch kya soche tu Mai khojta bahaane hu ki bolu main toh bolu kyu (Mai khojta bahaane hu bas) (Ab khojta bahaane hu mai) (Ab khojta bahaane hu mai) (Mai khojta bahaane hu bas) (Mai khojta bahaane hu ki bolu main toh bolu kyu) Halki halki baarish Halki chalti hai hawaayein yeh Halka halka shor peeche sar mein bhi sunaai de Pankh khol apne aaj dard se azaad ho Laga de poori jaan Jo tu chahta tere saath ho Manzil ka pata nahi, bas raaston pe chal rahe Anginat kahaaniyaan, anginat hai yaadein yeh, ek hi toh raja hai, phir anginat hain pyaade yeh Kal toh tere haath mein na, fikr kar tu aaj ki Yeh kaagzi hai log yeh inpar zyada na tu dhyaan de Kaam ko sammaan kar na faaltu ka gyaan de Baaki toh yeh zindagi hai, beet hi yeh jaayegi Aakhri din leta hoga yaad kisi aayegi? Haan (Khojta bahaane hu bas) (Ab khojta bahaane hu mai) (Bas khojta bahaane hu mai) (Ab khojta bahaane hu mai) (Bas khojta bahaane hu mai) (Ab khojta bahaane hu ki bolu main toh bolu kyu) Sunday afternoon, hai zindagi sahi Bhale hi dost teen aur wallet mein hai paise nahi Abhi main zinda hoon, aur zindagi hi kaafi hai Agar hui kuch galti toh phir mujhko maafi de Main thak chuka ladke tujhse, teri baaton se Ab ghar jaisi hai lagti yeh sadke kaali raaton mein Mai thak chuka hoon soch kya soche tu Mai khojta bahaane hu ki bolu main toh bolu kyu
Sanatçı: Kaafi
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:14
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Kaafi hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı