kaamil manzil lapata şarkı sözleri
Manzil lapata main phir chal diya
Waqt na ruka man yeh darr gaya
Manzil lapata main phir chal diya
Waqt na ruka man yeh darr gaya
Kis morr pe hai laayi yeh meri zindagi
Chanda na bikhere ab apni chaandni
Mil ke bhi mile na hum kyun ab nahi
Tanha hi katega ab yeh safar akhiri
Kismaton se gila ab main kyun krun
Jab tu na raha phir kaise jiyun?
Manzil lapata main phir chal diya
Waqt na ruka mann yeh darr gaya
Qurbat mein mujhe apni de jagah
Furqat ke yeh pal kaise kaatun main bata
Lamhe yeh jo the kitne sab haseen
Be rang zindagi hui jo tu ab nahi
Andaaz-e-bayaan Kaamil kar gaya
Alfaaz-e-khafa nadaan kar gaya
Manzil lapata main phir chal diya
Waqt na ruka man yeh darr gaya
Lapata manzilon se bikhar sa gaya
Raaston mein kuch main ulajh sa gaya
Manzil lapata main phir chal diya
Waqt na ruka mann yeh darr gaya
Manzil Lapataaa
Hooooooo

