kabeer sabharwal asli khuda maa (kabeer sabharwal) şarkı sözleri
Suno suno mere yaar
Suno suno mere yaar
Koi na dega wo pyaar
Jo tu mange...
Jise hai kehta tu maa
Wo hi hai tera khuda
Jo bhi hai uska diya
Mere pyare...
Suno suno mere yaar
Suno suno mere yaar
Koi na dega wo pyaar
Jo tu mange...
Jise hai kehta tu maa
Wo hi hai tera khuda
Jo bhi hai uska diya
Mere pyare...
Kiske saamne sir jhukata hai
wo, jo kabhi samne bhi nhi aata hai
Jo ghar me baithi hai uski tujhe kadar nahin,
Bahar tu konsa pyaar dhundhne jata hai
Pagle??
Waadon ki milengi bochare,
Mangengi chaand bhi aur taare
Aisi hi milengi 100 naare
Beejon ko bota rh
Kone mein rota rh
Jisko asal tune khoya hai
Chota sa godi mein soya hai
Aaj kyu roya hai
Kyun khoya hai
Bachpan mein jaake..
Geele mein sookha diya re
Bhookh mein tujhko diya re
Khud sookha ghoont piya re
Teri maa ne...
Tera gam khud pe liya re
Khud marke tujhko jiya re
Na jaane kaise kiya re
teri maa ne...

