kabeer sabharwal bijuriya (feat. komal gothwal) şarkı sözleri

Aaj badra mein bijuriya chamke Boonden ishq ki badan pe damke Barsa de khud ko zara, na sharmon haya Rakh tu ab mujhse Aaj badra mein bijuriya chamke Boonden ishq ki badan pe damke Barsa de khud ko zara, na sharmon haya Rakh tu ab mujhse Bas honthon ko thaam zara sa Mere man mein toofan utha sa Chhupta nahin karun bhi kya Jakham hara sa Tere tan se jo aag uthi hai Mere jism ko bhaanp chuki hai Ab main jalun, jale ye raat bhi Raakh bachi hai Aaj badra mein bijuriya chamke Boonden ishq ki badan pe damke Barsa de khud ko zara, na sharmon haya Rakh tu ab mujhse Aaj badra mein bijuriya chamke Boonden ishq ki badan pe damke Barsa de khud ko zara, na sharmon haya Rakh tu ab mujhse Tere charam ko choo lun Saari sharam main bhuloon Aa baha doon, jaga doon Ragon mein ishq mera Manzar mehak raha hai Mujhme mein na hosh bacha hai Jo chahe chura le badan se sab hai tera Aaj badra mein bijuriya chamke Boonden ishq ki badan pe damke Barsa de khud ko zara, na sharmon haya Rakh tu ab mujhse Ye lat hai, nasha hai Ye kaisa maza hai Kya sach hai, bharam hai Ya jaadoo racha hai Galat hai, sahi hai Mujhe na pata hai Hai jo bhi, kasam se Ye pehli raza hai
Sanatçı: Kabeer Sabharwal
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:44
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Kabeer Sabharwal hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı