kabeer sabharwal dhuaan şarkı sözleri

Udne laga banke dhuaan main Kash ne lab ko jo chuaa hai Pucho na mujhse kya hua hai Jo bhi hai tere gam ki dua hai Maine na paya tujhe meri nigaah mein Dekhe jo koi bas dikhta nasha hai Puche jo koi bolun mera dil maane na Hoo... khoya hai jaane naa Udne laga banke dhuaan main Kash ne lab ko jo chuaa hai Pucho na mujhse kya hua hai Jo bhi hai tere gam ki dua hai Choda tune haath to saath kya aaya Hua tanha koi paas na aaya Tab yahi saath tha bas yahi paas tha Zinda hoon main ahsaas karaya Ab to hai bas yahi mera khuda Udne laga banke dhuaan main Kash ne lab ko jo chuaa hai Pucho na mujhse kya hua hai Jo bhi hai tere gam ki dua hai
Sanatçı: Kabeer Sabharwal
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:55
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Kabeer Sabharwal hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı