kabeer sabharwal hai na (feat. riddhi jain) şarkı sözleri

Hai na hai na hum yaara Hai na hai na hum Hai na hai na hum yaara Hai na hai na hum Kitni hi baatein baaki hain, sunlo aake Kya kya kahoon main, kitna chupa loon main Aankhe tumhari,aankho se meri ye karti baatein Baitho zara sa, tumko dikhaun main Haalat hai meri kya, barbaad rehta hoon main Chaahat ye teri haan, itni ki darta hoon main Aayi na tum jo, tham jaye na meri chalti saasein Socho zara sa , kya chahta hoon main Hai na hai na hum yaara Hai na hai na hum Hai na hai na hum yaara Hai na hai na hum Kitni dafa tumse kaha , tum na chahao mujhko aise Itna bhi kya yun tootna , had se jyada kyun ho aise Bebasi ye meri, bas mein na main rahoon khud ke Taazgi aaj bhi, tootna chahun tujhme Hai na hai na hum yaara Hai na hai na hum Hai na hai na hum yaara Hai na hai na hum Hai na hai na hum yaara Hai na hai na hum
Sanatçı: Kabeer Sabharwal
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:23
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Kabeer Sabharwal hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı