kabeer sabharwal jee raha main şarkı sözleri

Haan khada hoon main Us kataar mein Jisme mil raha tera pyaar hai Yun to laakhon mein Chahne wale hain, jism ye tera main Rooh pe fidaa Taara hai ya tu maaya hai na Ye jaana maine Ke tumse milke Jee raha main Jee raha main Jee raha main Jee raha main Taarifon mein keh doon kya Aisa koi labz na Aankhon se hi samjho naa Man tere peeche baawara Tumse pyaar hai Haafiz tera yaar main Bas ye leke khwaab hi Hoon jee raha main Jee raha main Jee raha main Jee raha main Ghanan ghanan ghanan ghan ye barse Nayan nayan nam hain tadpe tarse Takte takte tujhko kabse arse Beete ye badra badle baadal raste Ghanan ghanan ghanan ghan ye barse Nayan nayan nam hain tadpe tarse Takte takte tujhko kabse arse Beete ye badra badle baadal raste
Sanatçı: Kabeer Sabharwal
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:10
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Kabeer Sabharwal hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı