kabeer sabharwal kyun hua şarkı sözleri
Mainu jachdi nahi
Teri akhan ch tapakdi nami
Dass kiteya main kedi galti
Anve kive chad gayi
Mainu khaldi rahi
Barsaatan vich teri kami
Tadpawe mainu yaad teri
Dass kive gujare
Lamhe ye saare
Naa tu bewafa re na bewafa main
Kyun ho gaya hai ye darmiyaan
Tu bewafa re na bewafa main
Kyun ho gaya hai ye darmiyaan re
Darmiyaan re na bewafa main
Bewafa na tu kyun hua ye
Darmiyaan re na bewafa main
Bewafa na tu kyun hua
Fir padhe wo khat tune jo
Deke bola tha rona nahi
Yun to hamesha hum lade the
Par waada tha khona nahi
Kaisi aayi ye saari khwahishen
Jinhe pura na kar saka main
Tere waadon ko maine jiya hai
Yahi wajah na mar saka
Naa tu bewafa re na bewafa main
Kyun ho gaya hai ye darmiyaan
Tu bewafa re na bewafa main
Kyun ho gaya hai ye darmiyaan re
Darmiyaan re na bewafa main
Bewafa na tu kyun hua ye
Bewafa re na bewafa main
Bewafa na tu kyun hua ye
Kyun hua

